Monday, July 23, 2012

█▓▒░(°TaNoLi°)░▒▓█ << Ramadhan mein Raat mein Namaz parhney ki fazilat>>

AS SALAM O ALAIKUM WRWB



Urdu Translation:
Abu hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki mainey Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se suna 
Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam Ramadhan ke fazaiil bayan farma rahey they ki jo shaksh bhi usmein Imaan aur sawab ki niyat ke saath 
(Raat mein) Namaz ke liye khada hua uskey pichley Tamam gunaah maaf kar diye jatey hain 
Sahih Bukhari , Vol 3, 2008 

English Translation:
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu :I heard Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam saying regarding Ramadan, "
Whoever prayed at night in it (the month of Ramadan) out of sincere Faith and hoping for a reward from Allah, 
then all his previous sins will be forgiven." 
Sahih Bukhari, Volume 3, Book 32, Number 226:

Q

Allahumma Salli Ala Mohammed Wa Aal-e-Mohammed (Sallallaho Alaihi Wasallam) 



__,_._,___


No comments:

Post a Comment

Followers