Monday, January 2, 2012

█▓▒░(°TaNoLi°)░▒▓█ THE RIGHTS OF A MUSLIM UPON ANOTHER MUSLIM


 Bismillahi Walhamdulillahi Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillahi
 
As-Salaam Alaikum Wa-Rahmatullahi Wa-Barakatuhu
 
Dars_Hadith_3-01-2012 (9th Safar 1433)
Please Forward, Because:
The Prophet   said, "Convey (my teachings) to the people even if it were a single sentence" (Bukhari:667)
قالَ النَّبِيَّ : "بَلِّغُوا عَنِّي وَلَوْ آيَةً" (البخاري،كِتَاب أَحَادِيثِ الْأَنْبِيَاءِ)

MUSALMAN KE HUQOOQ MUSALMAN PAR
Hazrat Abu Hurairah Razi Allahu Anhu Se Riwayat Hai Ki Rasoolullah (SAW) Ne Farmaya: "Musalman Par Uske Mualman Bhai Ke Chhe(6) Haq Hain." Logon Ne Arz Kia Ki Yaa Rasoolullah (SAW) Woh Kiya Hain? Aap Ne Farmaya: "Jab Tum Musalman Se Milo To Usko Salam Karo, Jab Woh Tumahari Dawat Kare To Qubool Karo, Jab Woh Tum Se Mashwarah Chaahe To Achha Mashwara Do, Jab Woh Chheenke Aur 'Alhamdo Lillah' Kahe To Tum Bhi Jawab Do (Yani 'Yarhamukallah' Kaho), Jab Beemar Ho To Uski Iyaadat Ko Jaawo Aur Jab Uska Intiqal Ho Jaye To Uske Janaze Ke Saath Jawo." (Sahih Muslim, Kitabussalaam:5778) 
 "And keep reminding, because reminding benefits the believers." (51:55)
Very Respectfully,
 
Khurram Saeed,
Cell #00965-94003567
 
 "In This Life Nothing Happens Until You Make It."

 



No comments:

Post a Comment

Followers