Wednesday, January 4, 2012

█▓▒░(°TaNoLi°)░▒▓█ NO BODY CAN POSSESS FOR HIMSELF ANY HARM OR BENEFIT EXCEPT WHAT ALLAH SHOULD WILL


 
Very Respectfully,
 
Khurram Saeed,
Cell #00965-94003567
 
 "In This Life Nothing Happens Until You Make It."

----- Forwarded Message -----
From: ABU BAKR KHAN <welltohfa@gmail.com>
To: welltohfa@yahoo.co.in
Sent: Wednesday, 4 January 2012, 12:08
Subject: NO BODY CAN POSSESS FOR HIMSELF ANY HARM OR BENEFIT EXCEPT WHAT ALLAH SHOULD WILL


Bismillahi Walhamdulillahi Was Salaatu Was Salaam 'ala Rasulillahi
 
As-Salaam Alaikum Wa-Rahmatullahi Wa-Barakatuhu
 
Dars_Quran_4-01-2012 (10th Safar 1433)
Please Forward, Because:
The Prophet   said, "Convey (my teachings) to the people even if it were a single sentence" (Bukhari:667)
قالَ النَّبِيَّ : "بَلِّغُوا عَنِّي وَلَوْ آيَةً" (البخاري،كِتَاب أَحَادِيثِ الْأَنْبِيَاءِ)


 
ALLAH KE ELAWA KISI SE ISTIGHASA AUR ISIAANAT JAAIZ NAHIN
Irshade Rabbani Hai: "Aur Eh (Mushrikeen) Log (Aap 'SAW' Se) Kahte Hain Ki Eh Wa'ada Kab (Poora) Hoga? Agar Tum Sache Ho. (To Aye Nabi 'SAW') Aap Farma Dijiye Ki Main Apne Aap Ke Liye To Kisi Nafa'a Ya Nuqsan Ka Akhtiyar Rakhta Hi Nahin Magar Jitna Allah Ko Manzoor Ho. Har Ummat Ke Liye Ek Muqarrar Waqt Hai Jab Unka Woh Muqarrar Waqt Aapahunchta Hai To Ek Ghhadi Naa Peechhe Hat Sakte Hain Aur Na Aage Sarak Sakte Hain. (Younus:48-49)
Note: Yahan Eh Bat Nihaayat Aham Hai Ki Jab Rasoolon Ke Sardar (SAW) Bhi Nafa'a Ya Nuqsan Pahunchane Par Qadir Nahin Hain To Aap (SAW) Ke Ba'ad Insanon Me Se Aysi Kaunsi Hasti Ho Sakti Hai Jo Kisi Ki Hajat Poori Kar Sake? Chunanche Allah Ke Elawa Madad Ke Jitney Kalimaat Hain Missal Ke Taur Par: "Yaa Rasoolullah Madad, Bhar Do Jhholi Meri Ya Muhammad 'SAW', Agisni Ya Rasoolallah 'SAW', Yaa Ali Madad, Waghairah Jaise Tamam Kalimaat Jaayiz Nahi Hain. Allah Ta'ala Tamam Logon Ko Quran-O-Hadith Samajhne Ki Taufiq Ata Farmaye Aamin. 
 
"And keep reminding, because reminding benefits the believers." (51:55)
طـــــالب الــــــدعاء
ابـو بكر صادق علي
دولة الكــــــــــــويت
 



No comments:

Post a Comment

Followers